Bin Dekhe MOHAMMADﷺ Naat Lyrics this beautiful Naat is reciting by Hafiz Abdur Razzaq and lyrics also written by Malik Mubashir Saim and this naat is produced by Sami Kanwal
Bin Dekhe MOHAMMADﷺ Naat Lyrics
Bin dekhe Muhammad par qurbaan zamana hai
Jis jis ko bhi dekha hai wo un ka deewana hai
Roza hai jo aaqa ka jannat ka wo tukda hai
Hujre me to amma ke rahmat ka khazana hai
Bin dekhe Muhammad par qurbaan zamana hai
Jis jis ko bhi dekha hai wo un ka deewana hai
Us din pe bulandi par pachuchi hai meri kismat
Jis din se Muhammad ka otho par tarana hai
Bin dekhe Muhammad par qurbaan zamana hai
Jis jis ko bhi dekha hai wo un ka deewana hai
Meraj ke shab maula jibreel se un bole
Mahboob ke talwon par lab rakh ke jagana hai
Bin dekhe Muhammad par qurbaan zamana hai
Jis jis ko bhi dekha hai wo un ka deewana hai
Mahtaab hua tukde ungli ke ishaare se
Har maujza aala hai andaaz suhana hai
Bin dekhe Muhammad par qurbaan zamana hai
Jis jis ko bhi dekha hai wo un ka deewana hai
Kuch bhi to nhi palle aamaal are saim
Sarkar ki midhat hi bakshish ka bahana hai
Bin dekhe Muhammad par qurbaan zamana hai
Jis jis ko bhi dekha hai wo un ka deewana hai

Bin Dekhe MOHAMMADﷺ Naat Lyrics Credits:-
Reciter: Hafiz Abdur Razzaq
Lyrics: Malik Mubashir Saim
FAQs
Reciter of ” Apni Rehmat Ke Samundar Naat Lyrics “?
Ans: Hafiz Abdur Razzaq
Lyrics of ” Apni Rehmat Ke Samundar Naat Lyrics” is written by?
Ans: Malik Mubashir Saim
Producer of ” Apni Rehmat Ke Samundar Naat Lyrics by Khalid”?
Ans: Islamic Releases