Dil Me Ishqe Nabi Naat Lyrics

Dil Me Ishqe Nabi Naat Lyrics this beautiful Naat is reciting by Farhan Ali Qadari and lyrics also written by Milad Raza Qadri and this naat is produced by OSA Islamic

Dil Me Ishqe Nabi Naat Lyrics

Dil main ishq e Nabi ki ho aisi lagan,
Dil main ishq e Nabi ki ho aisi lagan,
Ruh tarapti rahe dil machalta rahe,

Dil main ishq e Nabi ki ho aisi lagan,
Ruh tarapti rahe dil machalta rahe,
Zindagi ka maza hey kay har saans se
Zindagi ka maza hey kay har saans se

Ya Muhammad Muhammad nikalta rahey.
Dil Main Ishq-e-Nabi Kee Ho Aesee Lagan….

Ya Muhammad Muhammad mein kehta raha,

Ya Muhammad Muhammad mein kehta raha,
Noor kay motion ki lare ban gaee,
Ayaton sey milata raha ayatayn,
Ayaton sey milata raha ayatayn,

Phir jo dekha to Naat e Nabi ban gaye.
Dil Main Ishq-e-Nabi Kee Ho Aesee Lagan….
Dil Main Ishq-e-Nabi Kee Ho Aesee Lagan….
Ruh tarapti rahe dil machalta rahe,

Dil Main Ishq-e-Nabi Kee Ho Aesee Lagan….
Ruh tarapti rahe dil machalta rahe,
Zindagi ka maza hey kay har saans se
Zindagi ka maza hey kay har saans se

Ya Muhammad Muhammad nikalta rahey.
Jo bhi ansoo bahe merey Mehboob kay,
Jo bhi ansoo bahe merey Mehboob kay,
Sab key sab abr e rehmat kay cheentay banay,

Chah gaee raat jab zulf lehra gaee,
Chah gaee raat jab zulf lehra gaee,
Jab tabasum kiya chandani ban gaee.
Dil Main Ishq-e-Nabi Kee Ho Aesee Lagan….

Dil Main Ishq-e-Nabi Kee Ho Aesee Lagan….
Ruh tarapti rahe dil machalta rahe,
Dil Main Ishq-e-Nabi Kee Ho Aesee Lagan….
Ruh tarapti rahe dil machalta rahe,

Zindagi ka maza hey kay har saans se
Zindagi ka maza hey kay har saans se
Ya Muhammad Muhammad nikalta rahey.
Yeh to maana kay jannat hai bagh e haseen,

Yeh to maana kay jannat hai bagh e haseen,
Khoobsoorat hey sab khuld ki sar zameen,
Husn e jannat ko phir jab samayta gaya,
Husn e jannat ko phir jab samayta gaya

Sarwar e ambiya ki galee ban gaee.
Dil Main Ishq-e-Nabi Kee Ho Aesee Lagan….
Dil Main Ishq-e-Nabi Kee Ho Aesee Lagan….
Ruh tarapti rahe dil machalta rahe,

Dil Main Ishq-e-Nabi Kee Ho Aesee Lagan….
Ruh tarapti rahe dil machalta rahe,
Zindagi ka maza hey kay har saans se
Zindagi ka maza hey kay har saans se

Ya Muhammad Muhammad nikalta rahey.
Jab chirah tazkira un kay rukhsaar ka,
Jab chirah tazkira un kay rukhsaar ka,
Waduha par liya, wal qamar keh dia,

Sooraton kee tilawat bhi hoti rahi,
Sooraton kee tilawat bhi hoti rahi,
Naat bhi ho gayi baat bhi ban gayi.
Dil Main Ishq-e-Nabi Kee Ho Aesee Lagan….

Dil Main Ishq-e-Nabi Kee Ho Aesee Lagan….
Ruh tarapti rahe dil machalta rahe,
Dil Main Ishq-e-Nabi Kee Ho Aesee Lagan….
Ruh tarapti rahe dil machalta rahe,

Zindagi ka maza hey kay har saans se
Zindagi ka maza hey kay har saans se
Ya Muhammad Muhammad nikalta rahey.
Sab say saim zamanay main mazoor tha,

Sab say saim zamanay main mazoor tha,
Sab sey beykas tha beybas tha majboor tha ,
Un ko reham agaya merey halaat par,
Un ko reham agaya merey halaat par,

Meree azmat meree beybasee ban gaee.
Dil Main Ishq-e-Nabi Kee Ho Aesee Lagan….
Dil Main Ishq-e-Nabi Kee Ho Aesee Lagan….
Ruh tarapti rahe dil machalta rahe,

Dil Main Ishq-e-Nabi Kee Ho Aesee Lagan….
Ruh tarapti rahe dil machalta rahe,
Zindagi ka maza hey kay har saans se
Zindagi ka maza hey kay har saans se

Ya Muhammad Muhammad nikalta rahey.

Dil Me Ishqe Nabi Naat LyricsCredits:-

Reciter: Farhan Ali Qadari
Lyrics: Milad Raza Qadri

FAQs

Reciter of ” Dil Me Ishqe Nabi Naat Lyrics”?

Ans: Khalid Hasnain Khalid

Lyrics of ” Dil Me Ishqe Nabi Naat Lyrics” is written by?

Ans: Khalid Hasnain Khalid

Producer of ” Dil Me Ishqe Nabi Naat Lyrics”?

Ans: OSA Islamic

Read Latest Lyrics:-

Leave a Comment