Teri Mitti Song Lyrics from Kesari by B Praak

New patriotic Hindi song Teri Mitti Lyrics from Kesari is sung by B Praak, and Akshay Kumar and Parineeti Chopra are featured in this emotional song. Manoj Muntasir wrote the song’s lyrics, Arko provided the music, and Anurag Singh directed the music video for Teri Mitti.

Palpita Song Lyrics

Talwaron Pe Sar Vaar Diye
Angaron Mein Jism Jalaya Hai
Tab Jaake Kahin Humne Sar Pe
Yeh Kesari Rang Sajaya Hai

Aye Meri Zameen Afsos Nahi
Jo Tere Liye 100 Dard Sahe
Mehfooz Rahe Teri Aan Sada
Chahe Jaan Meri Yeh Rahe Na Rahe

Aye Meri Zameen Mehboob Meri
Meri Nas Nas Mein Tera Ishq Bahe
Feeka Na Pade Kabhi Rang Tera
Jismon Se Nikal Ke Khoon Kahe

Teri Mitti Mein Mill Jaavan
Gull Banke Main Khil Jaavan
Itni Si Hai Dil Ki Aarzoo

Teri Nadiyon Mein Beh Jaavan
Teri Kheton Mein Lehrawan
Itni Si Hai Dil Ki Aarzoo

Ho Ho Ho Ho…

Sarso Se Bhare Khalihan Mere
Jahan Jhoom Ke Bhangda Paa Na Saka
Aabaad Rahe Woh Gaon Mera
Jahan Laut Ke Vapas Ja Na Saka

Oh Watna Ve Mere Watna Ve
Tera Mera Pyar Nirala Tha
Kurbaan Hua Teri Asmat Pe
Main Kitna Naseebon Wala Tha

Teri Mitti Mein Mill Jaavan
Gull Banke Main Khil Jaavan
Itni Si Hai Dil Ki Aarzoo

Teri Nadiyon Mein Beh Jaavan
Teri Kheton Mein Lehrawan
Itni Si Hai Dil Ki Aarzoo

Kesari…

Oh Heer Meri Tu Hansti Rahe
Teri Aankh Ghadi Bhar Namm Na Ho
Main Marta Tha Jis Mukhde Pe
Kabhi Uska Ujala Kamm Na Ho

Ho Maai Meri Kya Fikar Tujhe
Kyun Ankh Se Dariya Behta Hai
Tu Kehti Thi Tera Chand Hoon Main
Aur Chand Humesha Rehta Hai

Teri Mitti Mein Mill Jaavan
Gull Banke Main Khil Jaavan
Itni Si Hai Dil Ki Aarzoo

Teri Nadiyon Mein Beh Jaavan
Teri Kheton Mein Lehrawan
Itni Si Hai Dil Ki Aarzoo

Kesari…


New patriotic Hindi song Teri Mitti Lyrics from Kesari is sung by B Praak, and Akshay Kumar and Parineeti Chopra are featured in this emotional song. Manoj Muntasir wrote the song's lyrics,

Palpita Song Lyrics Credits:-

Singer: B Praak
Lyrics: Manoj Muntashir
Music: Arko
Starring: Akshay Kumar, Parineeti Chopra
Label: Zee Music Company






Read Latest Lyrics:-

Leave a Comment