Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun this noha lyrics was pinned by Rehan Azmi and Produced by Nadeem Sarwar. This noha was presented by Ali Shanawar & Ali Jee. Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun by Ali Shanawar & Ali Jee is first released in 2013.
Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun
Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Lyrics in English Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain Mera Nana Nabi Meri Maan Sayeda Mera Baba Ali Mera Bhai Hasan Hum Hi Hain Panjatan Meri Kya
Hai Khata Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Kiya Main Zehra Ka Jaya Nahi Hun Kiya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani Kiya
Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Mery Nana Ny Kalma Sikhaya Aur Quran Tum Ko Sunaya Kya Main Nana Ka Saya Nahi Hun Kiya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun Mujh Py Kiun Band Karty Ho
Pani Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Woh Madina Jahan Mera Ghar Hai Aur Masjid Mein Us Ghar Ka Dar Hai Kya Main Us Ghar Mein Khaila Nahi Hun Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun Mujh Py
Kiun Band Karty Ho Pani Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Chakian Pees Kar Maan Ny Pala Mujh Ko Nana Ny Jhoola Jhulaya Apna Bachpan Main Bhoola Nahi Hun Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun
Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Kamli Waly Ky Lab Choomta Tha Kitna Pyara Mera Bachpana Tha Kya Main Un Ka Dulaara Nahi Hun Kya Nabi Ka Nawasa Nahi
Hun Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Main Jo Pani Kabhi Mangta Tha Kiun Tarhapti Thi Maan Ab Main Samjha Paas Asghar Ky Jata Nahi Hun Kya
Nabi Ka Nawasa Nahi Hun Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani Kya Muhammad Ka PyaraNahi Hun Main Jo Chahun Baras Jayen Baadal Khoon Mein Dooba Nazar Aaye Maqtal Jang Karny Main Aaya
Nahi Hun Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Ik Sada Thi Yeh Rehan O Sarwar Keh Rahy Thy Hussain Ibne Haider Kya Main Mehmaan
Aya Nahi Hun Kya Nabi Ka Nawasa Nahi Hun Mujh Py Kiun Band Karty Ho Pani Kya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Ya Hussain Ya Hussain Ya Hussain

Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun Credits:-
Noha Khaan: Ali Shanawar and Ali Jee
Lyrics: Rehan Azmi
Director: N/A
Producer: Nadeem Sarwar
FAQs
Noha Khaan of ” Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun “?
Ans: Ali Shanawar and Ali Jee
Lyrics of ” Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun ” is written by?
Ans: Rehan Azmi
Producer of ” Kiya Muhammad Ka Pyara Nahi Hun “?
Ans: Nadeem Sarwar