Sukoon Paya Naat Lyrics by Ghulam Mustafa Qadri this naat lyrics was pinned by Ghulam Mustafa Qadri. A naat is a poem that exclusively offers the Holy Prophet Muhammad(ﷺ). A Naat is not a Hamd because Hamad is the exclusive praise of The Allah Almighty. Sukoon Paya Naat Lyrics by Ghulam Mustafa Qadri is written and recited in 2020.
Sukoon Paya Naat Lyrics
Sukoon Paya Hai BeQasi Me Hudood e Gham Se Nikal Gaya Hoo
Khayal e Hazrat Jab Aagaya Hai To Girte Girte Sambhal Gaya Hoo
Kabhi Main Subh e Azal Gaya Hoo Kabhi Main Sham Abad Gaya Hoo
Talash e Jana Me Kitni Manzil Khuda Hi Jaane Nikal gaya Hoo
Haram Ki Tapti Hui Zamee Par Jigar Bichane Ki Aarzoo Mein
Bahar e Khuld e Bari Mili To Bacha Ke Daman Nikal Gaya Hoo
Mere Janaze Pe Rone Walo Fareeb Me Ho Bahaur Dekho
Mara Nahi Hoo Gham e Nabi Me Libas e Hasti Badal Gaya Hoo
Ba Faiz e Hassan Ibn e Sabit Ba Rang e Naat e Rasool e Rehmat
QAMAR Main Sher o Sukhan Ki Laye Me Adab Ke Moti Ugal Gaya Hoo
Sukoon Paya Hai BeQasi Me Hudood e Gham Se Nikal Gaya Hoo

Sukoon Paya Naat Lyrics Credits:-
Singer: Ghulam Mustafa Qadri
Lyrics: Ghulam Mustafa Qadri
Director: N/A
FAQs
Singer of ” Sukoon Paya Naat Lyrics “?
Ans: Ghulam Mustafa Qadri
Lyrics of ” Sukoon Paya Naat Lyrics ” is written by ” “?
Ans: Ghulam Mustafa Qadri
Director of ” Sukoon Paya Naat Lyrics by Ghulam Mustafa Qadri “?
Ans: